Wednesday, 2 May 2012

Meri Bhi Ek Pyaari Si Beti he

meri bhi ek pyaari si beti h,per jab usne janm bhi nai liya tha tabi se mere man me yhi baat thi ki mujhe beti hi ho, iske liye uperwale ka bhut bahut dhanywaad,mai bahut khush thi lekin bahot log naaraj the,kuch ne duaaye di to anginat logo ne badduaaye di aur aaj tak dete hai,meri beti aaj itni badi aur samajhdaar ho gayee hai ki wo meri khamoshiyo ko bhi bakhubi samajhti hai, mujhe pyaari si beti dene ke wajah se hi mai uperwale me vishwaass karti hu ki mere paas kabhi na chutne wala sahara aur vishwaas hai...REALY GOD IS ALWAYS GREAT, THANK YOU VERY MUCH GOD.............

Renu Choudhary

aap sabhi is baat ko samje @renu chodhary ji ki aap ka bhut bhut dhanywad apne dil ki baat share karne k liyee

No comments:

Post a Comment

आप के विचारो का स्वागत हें ..